Mere Andar Ek Alag Hi Duniya Basti Hai Poem by Aryan Ayaas

Mere Andar Ek Alag Hi Duniya Basti Hai

Mere andar ek alag hi duniya basti hai,
Jisme sirf dard hai tanhahi hai aur khamosi hai,
Tumse kya kahu mai ki aaj mai kya hu tumhare bina,
Bas sanse chalti hai roye bhi dolte hai,

Na harkat hai iss dil me aur na dhadkan..
Kaas ke main kah saku khuda se,
Ki ye tere sitam ki intehan hai,
Raat bhar rota hun aur din me anjaan sa rahta hu,
Ab to bas unke akhiri salam ka intejar hai..

Mere andar ek alag hi duniya basti hai
Jisme sirf dard hai tanhahi hai aur khamosi hai...

Wednesday, July 26, 2017
Topic(s) of this poem: sad,sad love,loneliness
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
True love lasted without meeting..
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success