Huaa sobhaagya humaara
Janam hua ram tumhaara
Dashrat ke ghar tum aayein
Kauslaya aur jan sab such paayein
...
Hari-bhari vo dharti pyaari
Jis pe sajti hai mhi saari
Jhum-jhum kar gayeinge
Patte-patte saare lahareinge
...
Badhe –badhe hote khoaab hai
Chote-chote nanhe daao hai
Rang ki baarish ka gum
Tang galliyon mein magan
...
bharat mein do chahre rahtein hai
pyaar aur bhrashthachar sab yahi kahtein hai
hum nhi kahte har dusra vaykti bhrashth hai
per har dusra vaykti samaj ki liye kashth hai
...