Nibhaana Hogaa Poem by mihika singh

Nibhaana Hogaa

Badhe –badhe hote khoaab hai
Chote-chote nanhe daao hai
Rang ki baarish ka gum
Tang galliyon mein magan
Dhul ki chadar mein sda sab
Tal-tal mein hai hum jagmag
Pyaar ki baarish ke bhukhein hai
Raat ki angdhaai mein dhundhte swapn
Khaana peena bhulaa kar deen din
Yaad kya aayega jo nahi tha jab kuch
Pahchaannaa hai ki kya hum aur tum
Hum kyo bebus aab yuun
Hulchul mein khoyein hai hum
Aab asha kya karein hum
Jab neeraasha hi de sake sab
Dukh, dard, dwesh, daya bhula kar kone ko jakadha liya
Mahsuus hai, ehsaas hai hoto per shoshan ka swadh hai
Samay ne nirnaay de diya hai
Kaatto ne humein ghera saa hai
Kyo mithi nind humein nhi
Kyo khaali gunj man mein me bsee
Batao toh humare kaal ka kal
Saath ke saachedaar batao humre jeevan esthal
Rudhi rekha ka toh bavra saa hai safar
Ek mittee ke phir kyo darmiyaan hai
Skha ka matlab samjhaana padhegaa
Tum jese parvano ko humaara saath nibhaana hogaa

COMMENTS OF THE POEM
Surabhi Sharma 21 January 2014

superb poem mihika............

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success