Mirza Sharafat Hussain Beigh

Mirza Sharafat Hussain Beigh Poems

mujhe kya, har cheez me tera ghar lagta hai
wo sama, teri ghali ka wo manzar lagta hai

pawu zameen pa rakh ke samandar lagta hai
...

2.

Tere janey ke baad hawayein beyqaraar
Khushk aabshar , fizayein sogwaar

To suno meri udaas aankhon ka raaz
...

3.

Khushboo se mehakta aisa hi sansaar hota
ye mosam mere yaha har baar hota

tujhe manaana baar baar sirf hunar hai mera
...

Tu kabhi mera rona zaar zaar dekh
khanjar ko mere dil ke aar paar dekh

rait ke daney se hasrat paani ki pooch
...

Terey ishq ki hum par ajab ye inayat hai
lehza lehza jaisey barpa qayamat hai

dekhni ho nighahey kabhi zehar bhari to bas
...

bina waja ke yaar hum qusoorvaar hogaye
bey khata nachaar bhas bey.qaraar hogaye

ye jaanney me hai faqat bas matam e ishq
...

rooz akey me teri raah se chalu
saya ban ke badalu me dhalu

naino se tera ye tadpaana
...

aj teri jabeen pa hasrat nahi shikan kahi hai
juda dil se meri jaan kahi, badhan kahi hai

tapti rahu me teri khaak ishq ki na mili
...

hoon shaam se me rootha huwa aaj phir se
ghar mein hu bey ghar sa janey kab sey
hoon karwan se choota huwa aaj phir se
nahi sulaya hai mujhe aj maa ne phir se
...

aaj kuch merey andar sehmi si saansey gardish me hain
badi mud.dhat se aankhein nam kisi ki khwahish me hain

shayad kuchal diye hai tum ne aaj mere khwab run me
...

Chala hu jalaney ko
paigaam e ulfat jo
likhey thai kabhi tum ko
...

12.

Teri wafa kaii.n dafa hai sabit bey wafa
Teri nighahu ke nishan bhi hogaye hai ab khafa

Aahein meri sunkar yaha tadpein hai deewarein teri
...

dekhi hai marti huwi ankhei teri
neendh un me kahi wo ansu se bhari

janaazey me tery me utar kar kahi
...

And then
When the night nighed
Her beauty sighed
She looked again into mirror
...

Why don't you kill me
By the speed of light
And forget those times
When evenings vanished
...

I am me
Who said this?
So is my body
An invaded custody
...

On Thursday evening
I pray near a Grave in Kashmir
Incense sticks
And candles
...

So you are lost in dreams so deep whole night
And I long to hear phone's beep whole night

At dawn, I realized, my awakening
...

Is this the end?
I ask 'Azrael'
Where shall I depart
Where shall I restart
...

The Best Poem Of Mirza Sharafat Hussain Beigh

Aisa Kyu

mujhe kya, har cheez me tera ghar lagta hai
wo sama, teri ghali ka wo manzar lagta hai

pawu zameen pa rakh ke samandar lagta hai
teri muhabbat ka asar is qadar lagta hai

Sulagti huwi aagh pa mujhe chalney do rafiq
Har qadam pa maloom uska reh guzar lagta hai

terey ansuvu ki jo na kar sakey qadar
phir dil uska mujhe to pathar lagta hai

madhoshi ka raaz kya poochte ho mujh se
wo chuppa kahi tere dil ke andar lagta hai

kya meri udaasi chehre pa chha gayi hai?
jo ayeena dekhney se bhi dar lagta hai

aj samja hu apni beybasi ka raaz Sharafat
iske peeche sabab muqadar lagta hai

Mirza Sharafat Hussain Beigh Comments

Mirza Sharafat Hussain Beigh Popularity

Mirza Sharafat Hussain Beigh Popularity

Close
Error Success