Is Dharti Ke Waasi Hein Poem by Gulzar Hussain

Is Dharti Ke Waasi Hein



Is dharti ke waasi hein,

Sona ise banayainge.



Is basti ki Mehfil mein,

Satare todhe layainge.



Is Gulshan ke bulbul sare,

Ek hi maghman gayainge.



Aj hamala ki choti par,

Hath pakar kar jayainge.




Khoon ka hum pani de kar,

Naya Chaman banayainge.



Is dharti ke Zalim ko,

Jahal mein le aayainge.



Jab koi hath uthayega,

Kandhae Hum milayainge.



Khana ek hana ek,

Ek saaz pe gayainge.



Is dharti ke Waasi hein,

Sona ise Banayainge.

Thursday, April 6, 2017
Topic(s) of this poem: patriot
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright. (Don't copy) .
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success