Hamad Poem by Gulzar Hussain

Hamad

Mehraaj ki aaj hai,
Raat Allah Allah.


Hai rehmat ki jaari,
Barsaat Allah Allah.


Sans ka mehman hai,
Sans samjh lena,


Sun raat mein hein,
Barkaat Allah Allah.




Kismat se hai milti,
Yeh Raat kisi ko,



Toh milti hai kisi ko,
Wo zaat Allah Allah.



Dawate Siyahi ghar,
Soomundar ho jaye,


Toh likh na sake koi,
Safaat Allah Allah.



Chor aa ghaflat ki,
Han neend ko aasi.



Hain Aafokun khata ke,
Lamhaat Allah Allah.



Ashiqane nabi ki,
Mehfil mein dekho.


Ubharte hein kiase,
Jazbaat Allah Allah.



Gulzar ho jaaye,
Zingi teri bande.


Ranjoor jo padh le,
Kalimaat Allah Allah.

Hamad
Friday, April 7, 2017
Topic(s) of this poem: poem
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright.(Don't copy) .
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success