Dard... Poem by KAVITA SINGH

Dard...

Rating: 5.0

Teri berukhi ab raash nhi aati
Tere honthon pe meri Koi baat nhi aati
Kavi kha tha tumne pyar h mujhse
Ab kavi bhul se vi jahan me tere,
wo baat nhi aati...


Waqt ne badal diya tumhe kuchh aise
Badalte h pal vr me mausam jaise..
Jane kyu ye ruswai aai...
Dil me mere fir se tanhai aai..


Bairan si ho gai h ye raate meri
Kavi aa ke dekh lo, kaise chalti h tum bin, ye saanse meri
Teri yaad me palkein bichhaye baithi hun
ummid ki ek deepak jalaye baithi hn...


Saal beet rahe par, tumhari yaadon me, avi bi taazgi hai..
Samajh nhi pai, tumhare dil ko, mujhse kya narajgi hai
Kaise bhula dun main wo tumhare pyar ke zamane
Aaj bi jinda h dil me tumhari yaadon ke tarane


Fir se tumse milane ki ek ummid lagi hai, es dil ko
Aa jao ki ab tumhare didar ki lagan lagi hai, es dil ko
Tum pass aao aur ye lamha thahar jaye...
Bas dil baatein kare aur pyar hi pyar bikhar jaye....

Wednesday, January 25, 2017
Topic(s) of this poem: loneliness
COMMENTS OF THE POEM
Me Poet Yeps Poet 18 October 2017

unkee yaad mein abh naa rowo unhee dilchasp thee hee naheen ek tarfa pyar dil sey chodo woh chalegaye bhalla samjho koi shaks agar pyar local he karta hai uss par kabhhe kabhhe dill humara murta hai par aise logon sey door rahoo joe sirf ankonn sey dektein have jhavi na milne pa aour asss naheen challey jatey hain aissee sabhee shukriya karoe us unjane bhagwaan kaa jisney aap koe aissey logon sey vaar karney sey bacchaye aapp toe bhagyavaan hain young girl kismet hoe to aisee aap kay jaisee subh ladkiyaain khwaabh dekhtee hai phr kya hoga samajh naheen sakteee aap to bhagya waan hain beti shukriya karoe us n=unjaane bhagwan ka jisney aap koe aissa vardaan diya poetry ka

0 0 Reply
Unnikrishnan E S 25 January 2017

Hi Kavita, Exquisitely worded poem on the agony of separation. The melancholy feel is magnificently brought-out. Bairan si ho gai h ye raate meri Kavi aa ke dekh lo, kaise chalti h tum bin, ye saanse meri.. .. So vividly expressed.. And she has lit a lamp of hope waiting for he lover: Fir se tumse milane ki ek ummid lagi hai, es dil ko Aa jao ki ab tumhare didar ki lagan lagi hai, es dil ko Tum pass aao aur ye lamha thahar jaye... Bas dil baatein kare aur pyar hi pyar bikhar jaye...... A very touching poem of love, separation and loneliness.. 100++

2 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success