Deewana Poem by Gulzar Hussain

Deewana

Rating: 2.5

Mujhe kasi ne jaan kar deewana bana diya.
khud hi galle lagaya or niche gira diya.

chora tha ghar gharana apna banane ko.
kasi na phir dobara bighana bana diya.


Aanson the band kiye tere nahana ko.
khoon-E-jighar mein tu ne ghotta laga diya.


Na koi pata diya na koi pata liya.
Dokhe mein tu ne aakhir faisla suna diya.



Roona jo likh diya moqadar mein tere.
Tune ranjoor usko jama pehnaa diya.

Friday, April 7, 2017
Topic(s) of this poem: sad love
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
copyright.
donot copy.
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success