Dhoondunga Main Aaj Poem by abhilasha bhatt

Dhoondunga Main Aaj

Rating: 5.0


Ye kaisi dunia
Jiske rang h pheeke
Ratain hain jiski bojhal
Din h jis k aatishi angare..
Jiski shamain drd latin hain
Jiski subha gum naya latin hain
Aur bhi Koi h Kya dunia
Dhoondhoga main aaj...
M chala hoon ab us duniyan ki talash m
Khudse hi nakaam is duniya se..
Koshish karne phirse zindagi shuru karne ki
Jahan subha nai khooshboo pyar ki lati ho
Jahan shamain sukoon dejati hai
Jahan din shant se thandak se bhare ho
Jahan raatain khushi main kate..
Jaha khushiyan hon bina kisi kimat k miltin..

Sunday, November 29, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Mehta Hasmukh Amathalal 06 January 2016

samalke chalo, or aagebadho, yehi manzil hai, chhabi dulmil hi hai

0 0 Reply
Gajanan Mishra 05 January 2016

khusiyan ka kimmat kya?

0 0 Reply
Rajnish Manga 31 December 2015

आइये हम सब उस वक़्त का इंतज़ार करें जब दिन रंगीन हों और सुकून देने वाले हों. बहुत सुंदर. धन्यवाद. Jahan subha nai khooshboo pyar ki lati ho Jahan shamain sukoon dejati hai

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success