Ek Burkhawalli She Pyar-Mohabbat/ Ek Pyaarbhari Mulaakaat/ Chori-Chori, Chupke-Chupke, Ek Burkhawalli She Muhabbat Poem by Bijay Kant Dubey

Ek Burkhawalli She Pyar-Mohabbat/ Ek Pyaarbhari Mulaakaat/ Chori-Chori, Chupke-Chupke, Ek Burkhawalli She Muhabbat



Chori-chori, chupke-chupke
Ek burkhawalli she mulaakaat
Aur phir hui muhabbat.

Raat ka aalam tha,
Chand jo kahi cchupa huya thaa,
Par meri chandni jo mere shamne
Khadi, kucch kahati huin
Aur mein bhi jo huya chandni ke sang,
Ek pyaarbhari mulaakaat.

Eise mein wo tera aana, wo tera milana,
Mein bhi jo kho gaya,
Tum bhi jo kho gayin,
Ek gumshuda ki talsh theen
Aur hum jo shimat gaye,
Mein tujh mein
Aur tu mujh she.

Sunday, November 23, 2014
Topic(s) of this poem: art
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success