Faslein Poem by KAVITA SINGH

Faslein

Rating: 5.0

Zindagi adhuri kyu hai sanam
Humare darmiyan ye doori kyu hai sanam
Paas ho ke vi kareeb nhi mere
Ye aise faslein kyu hai sanam..


Mausam ka mijaj kuchh badla badla sa hai,
hawaon me vi kisi ki aahat hai,
Barash rhi hai, Jo boonde banke
Jane kiski khwaish hai..


Zindagi barish ki wo bauchhar ho gai hai
jisme bighna toh sab chahte hai
par doobna koi nhi chahta..

Kuchh to kami hai tumhare jane se jindagi me
Raatein lambi aur aankho me nami hai kai jamane se..


Tum hote toh ek mukamal jahan hota
Hotho pe muskan aur zindagi me khushi ka shama hota....

Tuesday, November 7, 2017
Topic(s) of this poem: separation
COMMENTS OF THE POEM
Unnikrishnan E S 12 November 2017

Hi Kavita, Beautiful poem on the heart-burn on love and separation.... : : : Zindagi barish ki wo bauchhar ho gai hai jisme bighna toh sab chahte hai par doobna koi nhi chahta..: : : Life has turned into a torrent everyone wishes to get drenched in it But not drowned... Exquisite...

1 0 Reply
Kavita Singh 18 November 2017

thank you krishnan sir for your beautiful comment.

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success