Zulam hum ne Anghrezon ke seh ke,
Azaad kiase karaya watan ko.
Ab hakomat jo Apni bani hai,
Hai humein hi chamkana watan ko.
Hub-e-watan bari rag rag mein,
Jaan de kar bachayein watan ko.
Na chute ga yeh pyaar hum se,
Khoon mar ke bi dainge watan ko.
Hum bandh ke sehra kafan ka,
Karein Sehraab haak-e-watan ko.
Apna maqsad jo gulzar bana hai,
Ke bana hai phool watan ko
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem