Kal Ke Intzar Me Apna Aaj Gnavaa Rahe Hum Poem by Manoj kumar Tiwari

Kal Ke Intzar Me Apna Aaj Gnavaa Rahe Hum

Rating: 5.0


Jo gujre suhaane pal unpar itra rahe hum, tanhai ki kashti yadon ki nadi me chala rahe hum.. Jo Na mil saka uski aas jagaa rahe hum, aur ek behtar kal k intzar me apna aaj gnavaa rahe hum, khud ki nakamiyan khud ko gina rahe hum, ujaale se rooth kar andheron ko gale lagaa rahe hum aur ek behtar kal k intzar me apna aaj gnavaa rahe hum.

Thursday, March 15, 2018
Topic(s) of this poem: feelings,hoping,waiting
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Looking for a big change
COMMENTS OF THE POEM
trisha 16 March 2018

Wow very nice and touchy

1 0 Reply
Kumarmani Mahakul 15 March 2018

Beautiful expression having a look for big change in future. An interesting write shared amazingly.10

2 0 Reply
Manoj kumar Tiwari

Manoj kumar Tiwari

nawabganj gonda, Uttar Pradesh
Close
Error Success