KAVITA! Mera wada tha main milunga jivan k antim padao par so main aa gaya hun. Maine kaha tha meri kavita bikau nahi hai so maine nibhaya. Jivan k bhag daud se thak chuka hun.mujhe aaram ki aawshakta hai.tumhara god shirodhan hoga. Phir tumhare komal kar k sparsh se mujhe chir nidra prapt hogi. Maine tumhe bahut miss kiya. Ab main tumhare aalingan ko prapt karna chahta hun.,......lekin mujhe thoda muhalat do.
...
Read full text
Beautiful lines and well encrypted