'Kucch Ansuljhe Sawal'? ? ? Poem by KAVITA SINGH

'Kucch Ansuljhe Sawal'? ? ?



kuchh ansuljhe se sawal hai....
jinke mile nhi mujhe jawab hai...
log kahte hai ye pyar hai....



Do jism hai to ek jaan kaise huye?
agar dil jude hai to hum anjan kaise huye?

Pyar to Radha ne kiya tha Shyam se..
Fir Meera ki Ibadat me Krishna badnam kaise huye?

Ujaale to jiwan ka pratik hai...
fir patange deepak ki roshni me kurban kyu huye?


#kavita

Friday, January 15, 2016
Topic(s) of this poem: mystery
COMMENTS OF THE POEM
Ajay Kumar Adarsh 24 August 2016

behad hi khubsurat kirtee.............. waise to har line ati sundar hai......lajawab ....... par aapke is sawal ki bat hi kuchh niralee hai...... great! Ujaale to jiwan ka pratik hai... fir patange deepak ki roshni me kurban kyu huye?

0 0 Reply
M Asim Nehal 01 August 2016

Inhe sawaal hi rehne dou jawab na dhoondho...Kucch sawal unsuljhe hi achche hain....Laajawab Kavita by Kavita Singh

0 0 Reply
Kavita Singh 02 August 2016

sukriya

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success