Mayapur/ Mayapur (The City Of Maya) (Hindi And English Versions) Poem by Bijay Kant Dubey

Mayapur/ Mayapur (The City Of Maya) (Hindi And English Versions)

Mayapur

Mayapur,
Yaha Mayapur hai,
Mayanagari,
Sab kucch maya hai,
Yaha Krishna-nagari hai,
Prem aur virah ki nagari hai,
Yahan sab kucch maya,
Maya hai.

Sansar to eka mela
Jahan loga jaatei hai, milatei hai,
Kirtan krtei hai aur bicchud jaatei hai,
Sabhi apano jaisa hai
Lekin apana nahi,
Yaha Mayapur,
Premnagari hai,
Kisi se dil lagana nahi,
Kisi ka dil todana nahi!

Yaha Mayapur hai,
Maya ki nagari,
Prem aur virah ki,
Kisi se dil lagana nahi,
Kisi ka dil todani nahi,
Yaha Mayapur hai, Maya ki nagari hai,
Krishna-nagari hai,
Krishnalila aur prem ki nagari,
Prem aur vrah ki!

Sansar maya,
Maya hai, maya-moha,
Bhranti-aashakti hai,
Jivn mei kucch nahi
Fir bhi rahana hai,
Jab tak jivan hai,
Saansa hai
Karma karna hai,
Kirtan, gaana-bhajan.


Mayapur (The City of Maya)

Mayapur,
This is Mayapur,
Mayanagari,
Everything is but maya,
This is Krishna-nagari, Krishna's City,
The city of love and separation,
Here everything is but maya,
Is maya.

The world is a fair
Where people go it there, meet,
Do the kirtan and depart with,
All are like own
But none is own,
This is Mayapur,
Premnagari, the City of Love,
Never you heart to anyone,
Never break you it!

This is Mayapur,
Maya's city,
Love and heartbreak's,
Never give you heart to anyone,
Never beak you anybody's,
This is Mayapur, Maya's city is it,
Krishna-city is it,
Krishnalila and love's city,
Love and heartbreak's!

The world is maya,
Is maya, maya-moha,
Is hallucination-illusion,
Nothing is in life,
Even though have to live on,
As long as life is,
Life-breath is
Let us be doing our karma,
Kirtana, song-bhajan.

READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success