Raas-E-Ishiq. Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Raas-E-Ishiq.

Humein humari kismat raas nahi aati,

Une humari mohabat raas nahi aati.


Hai mobahat buhat dolat se une,

Par humein dolat raas nahi aati.


Wafa ka sila wafa hai mere dosat,

Par unko yah kahawat raas nahi aati.


Meri roh mein mohabat basi hai is trah,

Ab raqeeb se bi adawat raas nahi aati.


Mehtab kar Lain mohabat ek bar jinse,

Phir unse baghawat raas nahi aati.
(copyright)

Raas-E-Ishiq.
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright. (Don't copy)
COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 04 April 2017

Bahat hi nia andaz hai. Shukria

1 0 Reply

shukriya

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success