Tasveer Kavi Ki Poem by sanjay kirar

Tasveer Kavi Ki

totle bol bahkne lagte hai,

chudio ki basi khank sunkar

sunkar basi khanak banate taja inko


inko tarubar dete sur sampadak

sampadak kya kahta hai kaisa sur ye begaya hai,

hai begana naya banao

banao netao ki chal ise tal sansad ki

sansad ke darwaje ki patkatha likho jara

jara amiri se utro jamin garam hai

garam khabar akhbar main sajegi............................diwaro par utaro

sundarta to jaisi thi baisi rahegi

in netao ki chal badal jayegi

utha kavi nichhabar hoja

tere sabdo par duniya chalegi

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success