Yadein Poem by rohit kumar choudhary

Yadein

Rating: 5.0

solah sringar me jab wo nikli, na pooch ki kitni khushi humko mili, par gam ki wo dard na poocho, mehndi jab kisi aur ke uske haton me dekhe.ham to hosh gwa baithe the kal ki yado me, hosh ban kar magar phir wo pass aye, na sAMajh me kuch aya wo kal ki thi saya, ya aaj ki rone ko wo thi dard ki puriya.hum to hosh sambal na paye na wo kah payai humko begana, par jo ab kahti thi jhan ham usko jhuthla paye kha.dekh ke apni berukhi wo roothe, hum kah jise apni wfa dur unse hue, kaise hum apne dard dikhate, meri khamosi ko bin samjhe wo hame bewfa kah gaye.

Tuesday, August 19, 2014
Topic(s) of this poem: love and pain
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
remembering to my gf who is married
COMMENTS OF THE POEM
Aftab Alam Khursheed 19 August 2014

Bhut khub, achchhi shayri keep the spirit

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success