Ye Alam Fir Aaj Kisi Gham Me Hai Poem by Ahatisham Alam

Ye Alam Fir Aaj Kisi Gham Me Hai

dil ab tk na samjh saka ki
dard hai ya maza hai ye ishk
koi kahta raha ki khushnsibi hai
to kisi ne kaha ki szaa h ye ishk
firaaq me tha to bhi ro raha tha
magr ansu to didaar me bhi hain
kbhi kismat se hare to kbi khud se
kuch kr ni skte koshishen sb ikhtiyaar
me bhi hain
Haan ye sch hai ki rone ki wajah
talaashta hu
kyuki ek alag hi mza chashma e nam
me hai
Wahwahi na dena ae alam
Aaj ye alam kisi ghm me hai

Monday, November 9, 2015
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success