Zakham (Naeye Zakham) Poem by H. wafa Memon

Zakham (Naeye Zakham)

Rating: 4.5


IK shesha tha tokron main bata
Or chehry py kuch zakham naeye
Wo zakham naeye par zakham ajab
Un zakham tha jab dard bohat
Han zakhamon ki wo sari tarap
Main tarpon tarpon kar ky tarap
Zakhamon ka zamana beet gaya
Is wakat main hy ik or chubhan
Jab phol howy bey ranag bohat
Tab kanton ka chubhna yaad nahi
Ankhon ka bahra tha peymana
Sagar ka chalkana yaad nahi
Saki bhi nahi ab yunhi sahi
K zakhamon ka zamana lota hy
Or gosha-e-dil bhi aabad howa
Ik arsa howa ky zakhamon sy
Main door rahi bohat door rahi
Forat ki lazat main aye mosam
Khaya hy dil ny naeye zakham
Mosam ki kasam aye naye zakham
Tum laye ho sath ik or zakham
Bazar jo lagae zakhamon ki to
Gahik ny ana chohr deya
Soda na howa or aayei sada
Nahi zakham yanha py bikta hy
Par zakham yanha sy milta hy
Moyoos hoe or dil ny kaha
Sangh zakham leye hum jety hain
Chal tu aye ¬WAFA¬ hum chalty hain.

H.Wafa memon.

COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 08 September 2017

A nice poetic imagination, Wafa. You may like to read my poem, Love and Lust. Thanks

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
H. wafa Memon

H. wafa Memon

Sindh pakistan
Close
Error Success