xxxx yyyy

xxxx yyyy Poems

Kaisi ye arzoo hai kaisi ye pyaas hai
tanhayeeon ka aalam dil bhi udaas hai
hai chahton mein koi shayad basa hua
deedar ki tamanna hothon pe pyaas hai
...

Hamne aisa ghar dekha hai
aukhal bheetar sir dekha hai
sookha chulha khali bartan
chhat ko bhi charmar dekha hai
...

Kaisi ye arzoo hai kaisi ye pyaas hai
tanhayeeon ka aalam dil bhi udaas hai
hai chaahton mein koi shayad basa hua
deedar ki tamanna hothon pe pyaas hai
...

The River
Of
grateful sentiments
where -
...

Jab Kabhi
hone lage ahasas
tum sansar ke
sabse dukhi vaykti ho
...

The Best Poem Of xxxx yyyy

Dil Udaas Hai

Kaisi ye arzoo hai kaisi ye pyaas hai
tanhayeeon ka aalam dil bhi udaas hai
hai chahton mein koi shayad basa hua
deedar ki tamanna hothon pe pyaas hai
mil jayega yakeenan umeed hai abhi
wo door hai to kya ghum dil mein to aas hai
wo khwab mein jo aaye ghabra ke uth gaye
aisa laga ke koi mere aaspaas hai
kaise dikhauun usko dil ki kitaab main
hai harf harf Soona maila libaas hai

xxxx yyyy Comments

Veeru singh 12 January 2019

7347632146

1 0 Reply
Meena 21 November 2018

7291989210

0 0 Reply

xxxx yyyy Popularity

xxxx yyyy Popularity

Close
Error Success