Abdu Hoo

Abdu Hoo Poems

Bin tere ye zindagee meree adhoori hai,
Mal o zar se khali ho jaisee thijoree hai...

Kabtalak youNhi bhatkooNga teree raahoN meiN,
...

Na lagaoo apun ka dil kisee aur ke dil se,
Sabhi badal jaengay kuch na kuch bahaney se...

Lagana hai dil Salamath to lagaoo khuda se,
...

Ishq karne se pahle dard e ishq ko sehnaa seekho,
Anjaam e muhabbath ki darya e ashkoN me behnaa seekho...

Sirf ishaara hi aql mandoN ko kaafi hai huzoor,
...

Birth Day....(my friend's birth day)

shiddath se tha muntazir voh apne janam din ka,
milega kuch aisa thohfa, hoga farhat e jan o dil ka...
...

mere dil key andherey kamrey me woh gar aayi hoti,
chand ki chandni se ziyada us ki nooraan e noor hoti....

na jane kiuN jahan me aksar ye bhool gayey haiN,
...

The Best Poem Of Abdu Hoo

Haseen Yaden.

Bin tere ye zindagee meree adhoori hai,
Mal o zar se khali ho jaisee thijoree hai...

Kabtalak youNhi bhatkooNga teree raahoN meiN,
Aa bhi jaa...., Ab teree vaapasee zarooree hai...

Chooke thuj koo tere paas sey guzar ke aaeye,
Woh hava ka jhonka bhee merey liyey louree hai...

Chand key Aashiq hazaroN haiN is jahan meiN,
Us ki chaahath kis sey hai yeh janna zarooree hai...

Yaad sabhee ko aathi hai diya kee bus andheroN meiN,
Yeh nahee hum dekhtey roushnee hai ya andheree hai...

Hai samundar sa piyaas hum ko par kiya kareN Salamath,
Ek boond paani kaa halque sey utarnaa bhi bharee hai...

Abduhoo Salamath.

Abdu Hoo Comments

Abdu Hoo Popularity

Abdu Hoo Popularity

Close
Error Success