As Long As I Feel The Breeze In My Hair, A Poem By Fernanado Pessoa In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

As Long As I Feel The Breeze In My Hair, A Poem By Fernanado Pessoa In Hindi/Urdu Translation

Jab tak bad-e-saba meray baaloN main aati rehti hai
aur sooraj patton par chamkata rehta hai
muje kisi aur cheez ki zaroorat nahin hai.

Mera bhaagy kya is se aur acha ho sakta hai
jab jeeven ka har lehma aisi lazzat se guzarta rehta hai
aur main ba-ilmi bana rehta hoon.
Akalmanf vo hai jo apnay aap main khush rehta hai
Duniya ko jaan-na na chahta hai.
Talib har cheeze main rasaatal dekhay ga
Aur apnay aap ko shuk se dekhnay lag jaaey ga.

***

As long as I feel the breeze in my hair
And see the sun shinging bright on the leaves
I will not ask for more.
What better thing destiny could give to me
Than the sensual passing of life in moments
Of ignorance like this?
Wise is the one who does not seek.
The seeker will find in all things
The abyss, and doubt in himself.

-Fernendo Pessoa as Ricardo Reis
translated from Portuguese by Richard Zenith

Sunday, March 24, 2019
Topic(s) of this poem: ignorance
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success