Come -Rain- Once- Again- -Waqt- Is -Flowing Poem by me poet yeps poet

Come -Rain- Once- Again- -Waqt- Is -Flowing

Rating: 5.0

''Waqt-e-raheem
Waqt ki nazakat ko samjho
Aai madhosh musafir
Waqt rahte bhed do tir
Jisse tumne tarkash se nikala.''...tributemahashaha Allah
WAQT KA

''maha shallah
dhanyawad
kyun kar rahe hai hum waqt koe barbaad
koe toe humaaree sunta naheen
aap hee hai waqt humarra

humme to itnee urdu naheen aateee
par phir bhitaang todkar
apnee keh dataey hai
aaps kay hain hum abhharee

waqt sey abh kutney kay liyee
kabhee bhee aajayegi humaaree baree

waqt ney humme khamosh rakhha hai
koe bolney naheen deta
phir bhee baandh letey hai hum
akhheere waqt ka sehra

kaun khush hoga
jubhuttaray ga hummaara chehra
kaunsa waqt humme batlayega

abhaaree hain hum phir bhi
abh dhanyawad
kehney kee aagayee humaree baree

shukrriya mohtarmaa
aapka ABHAREE
yeh PEEE PEEE me me
he hai
like wari niyareeee '''

kya kaho gay aap iss waqt
about waqt kay baarii

aour phir kabhee

RAM HOE YA RAHEEM
Maoka toe abh bhe hai sangeen

Thursday, October 1, 2020
Topic(s) of this poem: poem,thanks
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
do correct the gross errors
so many
or advise
CANCELLATION
dhanyaaa-kanya-wad
YOU art a good poetest
God bless
COMMENTS OF THE POEM
Varsha M 01 October 2020

waqt sey abh kutney kay liyee kabhee bhee aajayegi humaaree baree...aisa kya. Pata nahi tha hame ki aap etna bhi likhte ho. Aabhar aapka ki aapne meri rachna ko saraha. Dhanyawad. Waqt ka khel to chala rahega. Samay ho chala hai kuch naya kar guzarne ko Kuch nayi uchaiyon ko choone Kuch nayi lambayioon ko napne.

0 0 Reply
Varsha M 01 October 2020

waqt sey abh kutney kay liyee kabhee bhee aajayegi humaaree baree...aisa kya. Pata nahi tha hame ki aap etna bhi likhte ho. Aabhar aapka ki aapne meri rachna ko saraha. Dhanyawad. Waqt ka khel to chala rahega. Samay ho chala hai kuch naya kar guzarne ko.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success