Ek Aam Poem by Deepak Manchanda of Delhi

Ek Aam

Mai ek Aam Pichak raha tha
Ki achanak
Usme se nikli
Kood Ke - ek guthli

Sir jee iss Aam se bachane Ke liye
Thank you.
Kaha usne.
Ab Kuch bhi maangiye inaam

Mere honthon se
Aam ka Ras Tapak raha tha
Mooh mein Tha
Aam Ke gooday ka swaad

Mai ek Aam pichak raha tha
Jab Ke usme se kood nikli thi
Yeh guthli

Sir jee
Kuch bhi maangiye inaam
Boli guthli

Maine kaha
Nahi hai yeh mera Kaam
Aam ke saath hai mera Imaan
Mai kya jaanoo guthli ka Daam!


© Deepak Manchanda,08/08/17

Tuesday, August 15, 2017
Topic(s) of this poem: comedy,honesty,loyalty
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Those who have sucked a whole mango without cutting it open will relate to this experience.
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success