Gumnaami K Hanseen Andhere.. Poem by abhilasha bhatt

Gumnaami K Hanseen Andhere..



Ye gumnaami k andhere hanseen bade hote hain
Koi ho ya na ho sath hum khudke kareeb hote hain
Khud se hi rooth jaate hain khuko hi mana lete hain
Kbhi din main sote hain kbhi raaton ko jaag lete hain
Kbhi phoolon se kbhi parindon ko dil ka haal suna dete hain
Jab ye sab so jaate hain to khudke saaye se baat kar lete hain..

Tuesday, January 5, 2016
Topic(s) of this poem: life,loneliness
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success