Hai Ye Ek Dua Poem by Mithilesh Dixit

Hai Ye Ek Dua

Hai ye ek dua rab se,
Krta raha hu tab se
Jab se hai ye dil toota,
Ankho se neer chhuta
Karata tha pyar usase,
Chaha tha maine khud se
Socha tha milega pyar,
Jindagi me aayegi bahaar
Pyar hua na nasib,
Ham the sayad badnasib
Sapana ye gaya toot pal me,
Jab suna ek baat halchal me
Uska bhi koi yar hai,
Jisase usko bhi pyar hai
Dono hi shamkaksha hai,
Aadat se dono swachha hai
Ye kahani hai pyar ki gar adhuri,
To hota hai kuchh likhana jaruri
Gar pyar usko na hona tha mujhse,
To phir ye nazarein mili kyi thi usase
Wo khushi ek pal ki thi kis kaam ki,
Hai gam jisne diye jindagi bhar apne naam ki

Friday, August 8, 2014
Topic(s) of this poem: love
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
I don'nt want to write here....sorry....
COMMENTS OF THE POEM
Ashwani gupta 02 June 2018

Vah sir kya bat dil ko chhu gya

0 0 Reply
Gajanan Mishra 08 August 2014

sochatha milega pyar. very fine, I like it. really, where is love? who is fit to give love?

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success