Main kaun hun
Aap nahi jaantei hain,
Aap kaun hain
Main nahi jaanta hun,
Yaha kaisa aapka-mera ristaa-naata
Ki aap humein nahi jaantei
Aur main aapko nahi,
Gajab ki yaha kahani
Sadiyon puraani!
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem