Mujhse Hai Mohabbat Use Poem by bhavna singh

Mujhse Hai Mohabbat Use



Mujhse hai mohabbat use …
mujh pe hi bharosa nahi karta….
Yahi jaan kar ye dil use roka nahi karta…

Meri mohabbat jaanani hai to..
sitaron se puchh kar dekho…
Hai kon si wo raat jis raat ye dil tujhe socha nahi karta…

Itni nafrat hai uske lehze me…
ke chubhte hai alfaaz bhi ab…
Sunta hu usko khamoshi se use toka nahi karta…

Ye meri mohabbat ki inteha hai sahib…..
Me jaan to de dunga magar dhoka nahi karta. ….

BY-:

Bhavna verma

Mujhse Hai Mohabbat Use
Wednesday, August 17, 2016
Topic(s) of this poem: alone,broken heart,fake love,love,sad
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Mujhse hai mohabbat use
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success