Mushakat Poem by Varsha M

Mushakat

Rating: 5.0

Aaj to muskil lagta sangam
Badaloon ne gher rakha chand ko
Hawaoon ne bhe badal liya rukh
Badh gaye meri muskil
Jo aaj ke jugalbandi
Ho gaye ekdum kushk
Chandni ke roothne par.

Maan ke milkiyat ka kya karu
Samajhta nahi is mushakat ko
Paigam to hamesha hota hai khas
Par Parinda lejanewala
Ho gaya baiman aaj ke din
Aaj to mushkil lagta sangam
Badaloon ne gher rakha chand ko.

Dhalti raat ne phir pukara
Aaja aai khushnaseeb parki
Madhyam suroo ka sangama
Gunguna raha hai dil
Tere bus ek farman ka
Aaj to mushkil lagta sangam
Badaloon ne gher rakha chand ko.

Mushakat
Saturday, September 5, 2020
Topic(s) of this poem: cloudy,messages,moon
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
On a cloudy weather lovebirds find the dullness ever.
Photo courtesy Bard Harrison on freeimages.
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 05 September 2020

अतिसुंदर. यक्ष का मेघ को एक अन्य संदेश. धन्यवाद.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success