Parde Mein Baat.{kataa(A Quatrain) In Urdu Poem by Om Chawla

Parde Mein Baat.{kataa(A Quatrain) In Urdu

Parde mein baat reh na saki

Go be-rukhi ka jama tha pehn liya,

Do qadam jo dar ki taraf badhe

Be-saakhtaa usne pukar liya.

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success