Saadgi Poem by Varsha M

Saadgi

Khwahishoon ne bhi
Sajna shoru kiya hai
Taaroon ke paigam pe
Ki aab aa pahuchi hai
Wo ghadi suhaani
Jiska tha hame intezar.
Soocha na tha kabhi
Itne rangeen bhi
Ho sakti shaam-e-haseen.
Kahte hai loog
Saadgi me hai dam
Jab aakhoon ne mere
Iss nayab hire ko chhoa
To jana bharosa kya hai
Khwahishoon ne bhi
Sajna shoru kiya hai
Ki aab aa pahuchi hai
Wo ghadi suhaani.
Nahi janti thi
Saadgi parwani suhani ko
Saajoye rakha hai cheez ko
Jaise keemti khazana ho
Lagta hai kade hokar
Jeebhar kar niharoon
Aapne tarashe hire ko
Aapne khasam khas ko
Khwahishoon ne bhi
Sajna shoru kiya hai
Ki aab aa pahuchi hai
Wo ghadi suhaani.

Saadgi
Saturday, September 12, 2020
Topic(s) of this poem: praise,simplicity,victory
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Sometimes little efforts of our people makes much differences in our life. We should always admire their contribution.
Photo courtesy Author AndreYanushId 228680216
COMMENTS OF THE POEM
M Asim Nehal 12 September 2020

Wah wah kya baat hai... Soocha na tha kabhi Itne rangeen bhi Ho sakti shaam-e-haseen. Kahte hai loog Saadgi me hai dam Jab aakhoon ne mere Iss nayab hire ko chhoa

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success