Sab Bekar Poem by Mehta Hasmukh Amathaal

Sab Bekar

Sab bekaar

Isq me sab bekaar
Nahi lagtaa achchha koi aahaar
Naa tan ki sudh
Naa man ki budh

Khoyaa khoyaa ek praani
Jis ne prit ko naa pehchani
Jo gaya baavraa or paagal
Kar diyaa apnaa behaal

Koi prit naa kariyo
Kar ke naa pachhtaeyo
Ye to hai upar vale ki amulya bhent
Kab karoge use set?

Gale se lagaao jise bhi mahobbat karo
Garib bado ki khidmat karo
Har chiz me vo basaa hai
Pyaarkaa khule man se ekraar karo

Mile to dur se vaahvaah karo
Bade chav se uski parvaah karo
Naam lenaa badi ijjat se
Haath jarur mangnaa prem se.

Sab Bekar
Sunday, August 20, 2017
Topic(s) of this poem: poem
COMMENTS OF THE POEM
Mehta Hasmukh Amathalal 20 August 2017

Pakeeza Rizvi Great (y) :) JazakAllah Buhat shukriya Sir Khush raheye abaad raheye Like · Reply · 1 · 1 hr Manage

0 0 Reply
Mehta Hasmukh Amathalal 20 August 2017

welcome pakeeza rizvi Like · Reply · 1 · Just now

0 0 Reply
Mehta Hasmukh Amathalal 20 August 2017

Mile to dur se vaahvaah karo Bade chav se uski parvaah karo Naam lenaa badi ijjat se Haath jarur mangnaa prem se.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Mehta Hasmukh Amathaal

Mehta Hasmukh Amathaal

Vadali, Dist: - sabarkantha, Gujarat, India
Close
Error Success