Sachchaaee (Truth) Poem by Dr. Sada Bihari Sahu

Sachchaaee (Truth)

Rating: 5.0

Sachchaaee


Jal kabhi upper ko nahin bahataa
Na aag kabhee chodtee hai apnee ushmata
Sooraj kabhi nahin chodee apanee maarg
Niyatinibha rahaa hai apnee dharm

Prakruti nahin todtaa hai apanee niyam
Phir ham kyno hein neeti bhrasth
Vrutha dusraon ko badnaam karne mein lage hein
Jeevan kar rahein hai apnaa nasth
Jaagon mere pyare doston
Na karo barbaad or samay
Ho kar ismein or magan
Satya, dharm aur sadaachaar apnaon
Na chod apne dharya

Sachchaaee ko chod kar kahin kabhi
Hua hei koee dharmveer

Wednesday, November 29, 2017
Topic(s) of this poem: human being
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
The poem is in Hindi.
COMMENTS OF THE POEM
Dr Dillip K Swain 30 November 2017

Enjoyed the poem my dear friend Dr Sada! Go on penning here in PH, a sparkling future ahead! !

3 0 Reply
Sada Bihari Sahu 01 December 2017

Thanks a lot Dr. Dillip for your appreciation and encouragement. I am enjoying.

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success