Sansar Poem by Pushpa P Parjiea

Sansar

Sansar me akar ek fera kiya

Fera kya ek jhamela kiya

Is fere me dekhe dunia keroop kai

Kabhi kisi ne rusva to kabhi hamse gila shikva kiya

Muddaton se chaha apno ko hamne

Ant me sabne ek sa hi suluk hamse kiya

Jata diya sabne hame ki

Is jag ke fereme nahi koi apna

Swarth ke aadhin hai is jagme sabhi rishte nate

Hotajag ko swarth tab thoda hamare ghamo

ko usne Sahla diya..Nadaniyat thi hamari ki

Jag ki nakabposhiko hamne sneh ka sila diya

Uth gaya hai ab mann dunia kein ranjogham se

He krishna tu hi sacha bakijag hai jutha

Dhany jagat tujhkokimujhe etna jatla diya

Monday, September 23, 2019
Topic(s) of this poem: abc
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
ABC
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success