Raat soti rahi
Main jaagta raha
Raat bhar bas tumhe sochta raha
Baatain purani sari yaad karta raha
Teri hansi ko sannaton main sunta raha
Tere palkon ki chanw ko mehsus krta raha
Tere aks ko khud main tatolta raha
Shaam main bhi tumhe khojta raha
Subha main bhi tumhe dhundhta raha
Aftaab ki roshni main tumhe tatolta raha...
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Dhoondte dhoondte usko main kho gaya, kya bataun main ab kya se kya hogaya.
Use pane ki tamanna main nikla, aur khudko hi kho dia..