Untitled [is Is] By Srikanth Reddy In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Untitled [is Is] By Srikanth Reddy In Hindi/Urdu Translation



jo hai, vo hai.

vichtr dhara aur chitr main koi fark nahin hai.

ek.

sonay k tamgay par vo apna naam likhta hai.

do.

philosopher zaroor kehta hai jo hai, vo hai.

duniyaa main bheeD-bhaaD hai.

khudi dukh ka roop hai.

jo hai, vo hai.

lehrain uthi hain, gir jaati hain

lakin sagar vaisay ka vaisay hi rehta hai.

- -


Untitled [Is is]
Srikanth Reddy


Is is.

There is no distinction between ideology and image.



One.

He records his name on a gold medallion.

Two.

The philosopher must say is.

The world is legion.

The self is a suffering form.

Is is.

Waves rise and fall, but the sea remains.

Wednesday, May 6, 2020
Topic(s) of this poem: existence
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success