Hum kal bhi the,
Aur aaj bhi hein.
Jan te ho kya..
Beech mein
ye ho kya gaya?
Aaj sab kuch hai,
mein bhi,
tum bhi,
suraj aur chand
aaj bhi nikal rahehein
Din aur raat
aaj bhi sata rahe hein
Dil hai, Dimag hai
Sab kuch hai,
Lekin aisa kyun lagta hai
ki kuchh thik nehin hai?
Utna pyar aaj bhi hai
tum se,
tumhare har cheejon se
tumhari har yadon se
jo mit nehin payee
un sab ghaon se
jo mit gayee
un sab palkon ki such se..
sab kuchh
jo kuchh bhi
tumse ho kar gaya,
tum se ho kar ayaa,
sab kuchh
kuchh bhi naya nehin
kuchh bhi...
Aaj wohi pyar hai
wohi dar hai
wohi nazar hai,
lekin sirf
who nazria nehin raha..
tum to ho
lekin woh tumpan nehin raha..
Pata nehin
ye kya se kya ho gaya?
mein kahan se kahan aa gaya? ?
kaash aisa nehin hota..
mein hota,
aap hoti,
ye waqt hota,
ye duniya waise hi rehta..
hum badal paate saath saath
hum reh paate sang sang
sab kuchh hota,
Kaash ye nazria
Badal nehin jaata.
hum badal paate saath saath hum reh paate sang sang sab kuchh hota, Kaash ye nazria Badal nehin jaata. lovely poem sharing 10+++++
Aaj wohi pyar hai wohi dar hai wohi nazar hai, lekin sirf who nazria nehin raha.. tum to ho lekin woh tumpan nehin raha 10+++ Neetu
Aaj wohi pyar hai wohi dar hai wohi nazar hai, lekin sirf who nazria nehin raha.. tum to ho lekin woh tumpan nehin raha lovely sharing.
Aaj wohi pyar hai wohi dar hai wohi nazar hai, lekin sirf who nazria nehin raha.. tum to ho lekin woh tumpan nehin raha.. 10+++ for it.
sab kuchh hota, Kaash ye nazria Badal nehin jaata. 10++++ for so lovely poem in Hindi
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
hum badal paate saath saath hum reh paate sang sang sab kuchh hota, Kaash ye nazria Badal nehin jaata. 10++++ for so lovely poem in Hindi.