Aur jab garmiaN khatam ho jati hain
lagat hai jaise sab jahan ka anT aa gaya hai
biyaban aur dahasht - har taraf
Din cHotay honay shuroo ho jate hain
yahaN tak k sab shaan guzar jati hai
bheegay kaDay hamare badan par chipte rehte hain
hanare coat mayoos se laagte hain.
Aur fir sardi k mausam main hum kaampte hain
idhar udhar galioN main girte phirte hain
lagata hai har cheez ka beDa gark ho raha hai...
hum hamesha bahar main raheN
ye kahaNka, kiska vichar hai?
kya kisi bhyanak adarsh lok ka khyaal hai?
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem