Brain Disturbed Hai Kya Ki Esatarah Jo Dekha Rahe Ho Aur Bhonka Rahe Ho? (Hindi) Poem by Bijay Kant Dubey

Brain Disturbed Hai Kya Ki Esatarah Jo Dekha Rahe Ho Aur Bhonka Rahe Ho? (Hindi)

Ekaek jab kuccha shoye huye bhurrei kuttei
Jab jaag bhau-bhau karne lagei
Tab mai sahas jugaad kar daantanei lagaa
Aur shanta rahanei ko kaha,
Yarei yaar, jabaki yaar jo wei nahi,
Shanta ho jaayo, chupa raho, bhuko mata
Esa tarah gurra kar taaknnaa aur bhokanaa thik nai,
Mujhe dara hone laga ander hi ander
Magar baahar she kahanei lagaa,
Shanta ho jaayo, chupa raho,
Yarei yaar, brain disturbed ho gayaa hai ki, brain dikhawayo tau apanaa.

Saamne jaate hi ekaek wei upar muha kar bhonkanei lagei
Aur gurranei lagei paagalo ki tarah, jaanwaro-jaisa
Aur bhau-bhau shuna mai dara gayaa
Ki kahi kata naa lei
Lekin sahas jugaad kar kahanei lagaa,
Yarei yar kahi paagal tau nahi ho gayei ho,
Brain disturbed hai tau jaawo aur apnaa brai dikhawaayo.

READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success