Ek Chhoti Si Kavita Poem by Pushpa P Parjiea

Ek Chhoti Si Kavita

> Anvarat jivan ki dhara,   dhara

> me bahta jivan sara.. 

 Nit nit naye naye rang dikhata

> jan jivan youn hi aage badh jata..  
>
>kabhi ful khil uthate muskate

Kabhi dukh bich  wo murjha jate

> aise hi bahte bahte jivan ki dhara me

madmast manvi ye bhul hi jate

manjil uski anant ki godi hai 

koi  sthai  nahi yahan hai

yahan k jo bhogi hain  achhe

bure karm ko kar lene par  dekar

hisab sare yahan se jana to

> padta hi hai ek din par

abhimani fule nahi samate ye kahkar ki

> ye sab mera hi to hai ise mehanat se paya hair Maine

to mai  hi hun  iska malik pura

Eshawar kahta bande mere  tu

> to, hai bandar hi mera

jaisa nachaya tu nacha hai fir bhi

> garur aasan par aarudh hai .

bhul apne gurur ko ab

jaldi meri Sharan ko varna

pachhe tu Pachhtayega bigda janam to fir sudhar na payega Kar le neki bhar le apna punya ka jhola vo hi tere kam aayega.
>
>

Monday, April 16, 2018
Topic(s) of this poem: abc
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Abc
COMMENTS OF THE POEM
Ravi Kopra 16 April 2018

If you post your poem in the devanagari script, I will make an attempt to translate it into English..

0 0 Reply
Pushpa P Parjiea 17 April 2018

Thank you Ravi ji..i Will try to write in Devanagari script

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success