Five Couplets In Hindi Poem by Ravi Kopra

Five Couplets In Hindi

sundar patni dhoondhan vo laga, koee bhi istree sundar na lagay
jab mukh aapna sheeshay main dekhan laga, karoop us jaisa koee na lagay

***

char beewi k bawjood bhi, bacha koee na hoey
hakim dekhte hi kehne laga, haey! bachha kaise hoey

***

Dilli ki dulhan k dil main sixty nine baar baar aaey
Gorakhpur main to teen beesoN aur no sixty nine hoey

***

jo kisi murakh kavi ki prashanshakare us se bada murakh koee na hoey
jo shaanti se gyaani ki kavita paDe, vo gyani kshan bhar main hoey

***

moorakh ki gati, moorakh hi jaane, moorakhta har kshan kareN
moorakh jun to aapni prashansha main hi khoob khush raheN

Thursday, February 15, 2018
Topic(s) of this poem: couplets,hindi
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success