Hindi Poem: Rakshak Hone Ka Inaam Poem by .Pd. is here

Hindi Poem: Rakshak Hone Ka Inaam

Rating: 2.5


Har kadam pe rehta hai unka pehra
Unki badaulat hai jeevan ji rahe hai sunehra.
In sabme hai bharat ma ke liye pyaar
Yeh kehlate hai rakshak urf suraksha ki deewar.

Oonchi wadiya ho, Ya ho gehra samundar
Yeh rakshak khatrey ke liye rehtey hai satark.
Bhookh, pyaas, dard ko bhulakar
Karm bhoomi mein ladte hai yeh jumkar.

Barsaat inke hausley ko nahin bahati
Aandhi inkey desh prem ko nahin dagmagati
Apne parivaar aur ishwar par vishwas ki badaulat
Yeh dushman se bhidney ki paatey hai himmat.

Jab lakhoon sipaheey shaheed hote hai, hum bhula dete hai inka naam
Kya yehi hai in rakshak gan ke kartavya nibhaaney ka inaam?
Aaj main unn veero ko har bhartiya ki aur se karti hoon salaam
Aur unn veero ko deton hoon ye dhanyavaad bhara paigaam.


(15 May,2005)

COMMENTS OF THE POEM

bahut sundar kavita likhi hain aapne preetiji, well done.

1 2 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success