Means To An End By Gisela Kraft In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Means To An End By Gisela Kraft In Hindi/Urdu Translation



Khawaish Bharnay K Tareekay

HathoDay, drills
sooeeyaaN, chimtay
kya bachay huay hain koi hathiyaar
jo shuroo se kaam main na laey gay thay
logoN ko staanay aur maarnay k liyay

phenk do hathiyaaroN ko
apni unglioN k nakhoonoN ko bhi
kyon ye bhi khronch maar saktay hain
apni zuban ko bhi kyon k jaisy chinese log kehtay hain
ye powdwer bana sakti hai kisi insaan ka bhi

kya koi raasta nahin hai
jis pe hum shaanti pa saktay hain

banaa lo ek khawaaboN ka mahal phooloN ki pankhDioN se
bhar do isay pakshioN k pankhoN se
araam karnay k liyay
koi bhi nahin aaey ga is main rehnay k liyay

hamari sirf ye himmat hai
k banaaey rakhaiN ikatha kisi roop ko
shakti ka bhi prayog karaiN
shaanti ko paanay k liyay

- -

means to an end
BY GISELA KRAFT
TRANSLATED from German BY LAURA LEICHUM


saw hammer drill
needle and tongs
are there any tools
that weren't from the beginning
misused for torture and killing

throw away the tools
even the nails on your fingers
can scratch
and about the tongue
the chinese have a saying,
it can pulverize a person

is there not some means that peace
can call its own

erect a house
made of blossom petals
and bird down
capacious as a dream
and no one will live in it

all we have is
what keeps its form
to hold something together
you must use force
even for peace

Monday, September 7, 2020
Topic(s) of this poem: peace
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success