May (Mayee Ka Maheena)by Jonathan Galassi In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

May (Mayee Ka Maheena)by Jonathan Galassi In Hindi/Urdu Translation



saib ka peD picHwaaDay main
jaldi hi mehsoosi main paD jata hai
ek haftay main hi koi purana
pankh-jahDoo sa lagta hai.

ivy lata bahaar ki paimaaish main
laal moocHain oopar neechay behjti hai
dhoop ko dhoondnay k liyay.

guzray saal ki ivy
sarkaawat laga deti hai talaab main
kaaDa banati hai chiknay, keeDay bharay
komal chaaey jaisay geelay ghaas k pattoN se

jo mili-jhuli badmoo maartay hain
jaanwaroN ki kaam-tejna ki
aur aur saDay pattoN ki.

mayee k maheenay ka agla maheena
log keyhtay hain baDa zaalim hai
zaalim hai aur zaalim hai bhi nahin.

- -

May
BY JONATHAN GALASSI

The backyard apple tree gets sad so soon,
takes on a used-up, feather-duster look
within a week.

The ivy's spring reconnaissance campaign
sends red feelers out and up and down
to find the sun.

Ivy from last summer clogs the pool,
brewing a loamy, wormy, tea-leaf mulch
soft to the touch

and rank with interface of rut and rot.
The month after the month they say is cruel
is and is not.

Wednesday, May 27, 2020
Topic(s) of this poem: may
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success