Paisa The Money Poem by Mehta Hasmukh Amathaal

Paisa The Money

Rating: 5.0

Mila tha dhan mushkilse, usne vah uda diya
Pyar se kiyatha jatan usko usne tabah karidya
La diya jamin per ek hi palak me air nanga kar diya
Daulat ke bina kaise ji paunga ye mushkil usne kar diya

Santan hoti hai samay per saath dene ke liye
Haath pakad kar sahar banneke aura age le janeke liye
Me betahasha dekhta raha uska har kadam
Per usne yejh kabhi na socha kaise sahenge ham jakham

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Mehta Hasmukh Amathaal

Mehta Hasmukh Amathaal

Vadali, Dist: - sabarkantha, Gujarat, India
Close
Error Success