Poetry From Odhisa, India Poem by Ravi Kopra

Poetry From Odhisa, India

Rating: 5.0

Odihsa k kavi yahan kaisay hain
vo aisa kuch gol-mol likhtay hain
aur us ko kavita kehnay lagtay hain
jo har kisi ki samaj se bahar hoti hai
aur apna hi dhol bajaey rehti hai

unki likhawat koi paDnay aaey na aaey
unko kisi ki parvah nahin hoti hai
kyon k likhnay k baad usi wakat
apni likhawat pe tippni likhna
vo shuroo kar detay hain

Thursday, January 9, 2020
Topic(s) of this poem: poetry
COMMENTS OF THE POEM
Sankhajit Bhattacharjee 09 January 2020

beautiful...................10+

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success