Waise to main aapne me
Aatmvishwashi hoon bahut
Par jab bast aati hai Chahat ke
Na jane kyon ghabra jata hoon.
Sabd jaise mooh ka saath chood deti
Aur awaaz jaise goom ho jati hai
Laakh kosish kar li maine
Par juban tak aaye lavz bool na paya.
Toot sa gaya tha main bilkul
Ki aasha ki ek roshni chamki
Aur meri bharti ho gaye
Natak mandali me yuoohi.
Main bhi khil ootha phirse
Aaye hue mauke ko, mere darr pe dekh
Aur raasleela ke her Samvaad peeche
Rakhta gaya aapne dil ko khool ke.
Kuch pal to bas yuoonhi khali gaye
Par meri mehnat rang laye aakhir me
Aur usne dekha mujhe muddh ke
Iss aas se ki kahi maine aawaz to nahi di.
Mand se muskan dekar main keh gaya
Sifarish kubul hue aakhirkar
Unke darbar-e-khas mein
Mil he gaye jagah mujhe
Aur main bann gaya
Rangeela unke aangan ka.
please also englishise all ur poems simultaneously ttnaxxxxzzzzzzzzzzzz
Wa wah kya baat hai.. Opening lines defines self confidence and final para the reward. Awesome poem. Maza aagay padh kar.10***
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
कि बंद जुबां से मैं बहुत कुछ कहना चाहता हूँ, तुम खुली आँखों से सब कुछ समझ गई शायद सिफारिश मेरी कबूल हो गई एक प्यारा सा एहसास उस प्यार के लिए जो हमेशा कहने से घबराता हैं और जब उसकी सिफारिश कबूल हो जाती है तो वो कैसे मुस्कता हैं आभार आपका की आपने इतनी प्यारी रस भरी रचना से हम सबको मंत्र मुग्ध कर दिया 10000 ++