romani raatein! romani raatein!
kash main tere saath hoti
romani raatein main hoti hamari aiyashi!
dil mera ab tere pe lag gaya hai
kisi aur baat ka ab kya faiyada
kishti ko bandargah main paunch kar
nakshay, hawa, kutubnama ka kya faiyada
mohabbat k sagar eden main
chalo hum kishti main jaeN
chalo hum apne badan ki kishtioN main
miljul kar aaj raat ek ho jaeN!
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem